Indian Blog Help Comment Policy

Indian Blog Help Ki Comment Policy Me Apaka Sawagat Hai. Agar Aap is Site Par Visit Karte Hain, Or is Site Par Comment karne Chahte Hai To is Comment Policy Ko Carefully Read Kare, Taki Aapko Comment Ksise Karna Hai, Or Kis Tarah se Karna, Hai Ye Samj Me Aa Jaye, Or Apko Comment Karne Me Asani Hogi.

Indian Blog Help Par Comment Kaise Kare?

Agar Aap Is Site Par Comment Karna Chahte Hai to Kisi Post Se Related Agar Sawal hai To Apko hamese post ke niche comment box me  comment kare hai, taki  Us Sawal ka jawab dene me Aasani ho comment karte time post ke Bareme bhi Likhe Taki Hame Pata chale Agar koi post or site me Improvement ke vishay  me comment. karna chahte hai to jarur kare agar koi Improve ke upar Apna Sujaw dena chahte hai to hame or bhi khusi hogi

Ek Achcha comment kaise karen jo jaldi approve ho jaaye

Achcha comment vo Hota Hai jismein Sahi Sawal puncha gaya ho, comment karne wale user ka (original Naam) Ho (original email ID) se comment kare. topic se sambandhit Sawal Ho, farji or Spam karne wala link Na Ho. Aise comment bahut jaldi approve hote hain, aur aapke Puche Gaye Sawal Ka Jawab bhi Sahi Milta Hai.

Aap Jo comment Karte Hain usko dusre log bhi dekhte hain isliye acche comment Karen Sahi tarike se Sawal Karen Taki dusre log bhi Dekhen aur aap ke bare mein Achcha Bole.

Comment Karke Sawal Kaise Puche

App jab bhi sawal puche to Hamari site yani Indian blog help. Ye ek hindi me site hai or app koi bhi sawal comment kare to hindi me kare. kyunki hamra makhsad hai hindi me sabhi parkar ki jankari dena isliye comment box me apne sawal saf saf likhe taki dusre logo ko bhi samj me Aaye.

 Note:

If You Comment In Fake Links On This Website Your Comment Goes Into Auto Spam, Then Your Comment Will Not Be Published.

Mera Comment Kab Show Honga?

Apka comment ham manually  check karte hain or Hame lagta hai ki comment sahi hai to ham Aapke comment 2 se 3 hours me jawab Deke Approve kar dete hai, jiska agar Aap comment karte time email Save and Follow ke option par mark karte hai to Aapko ek Email prapt hoga.

Note;

If You Comment Spam On This Site, Then Your Comments Can Be Deleted By Themselves.Comment On This Site In Hindi And Do Not Add Spam Link Otherwise Comments Will Not Approve.

Aapke Spam Comment, Re Edit/Delete Ho Sakte Hai

Agar app Indian blog help par comment karte hain to Aapko is baat ka Hamesa dhayan Rakhna hoga ki comment me koi  farji Link ? Nahi hone chahiye, Agar apko koi Link add karna hai to Original link add kare bahut jaruri ho tab, warna Aapke comment Automatic Spam ho jayega. or spam comment Publish Nahi Honge Delete Kar diye jayenge

VirodhaBhashi Or Violence Comment Not Allowed

Agar aap Indian blog help par comment karte hain to is baat ka dhayan rakhe ki Aap kisi ko galt bhasha me baat nahi kar sakte kisi ko Gaali gloj nahi kar sakte hamese ek Samman Bhasa me baat kare. ham Esa koi comment Accept Nahi karte jo kisike bareme Galt bola gaya ho, ya kisi desh Samaj jaati dharm ya Ling rang bhed ke virodh me Comment kiya gaya ho. Ese comment Approve nahi honge sidhe Delete honge isliye comment sahi Language me kare.

Promotion Not Allowed

Agar Aap comment ke Jariye sirf Apni site ka ya koi personal promotion karna chahte hain, Aapka sirf khud ka parchar karna makhsad hai to ho sakta hai Apke comment Edit kiye ja sakte hai ya Delete bhi kiye ja sakte hai, Agar Aapko personal promotion me help Chahiye to is Contact from me jakar contact kare

Ya fir Hamar FB page me Join Hokar Direct Sawal Puch Sakte hai.

Aap Hame FB Community Ko Join Kar Sakte hain Or Apne Sawal Ka Janldi Jawab Pa Sakte hai.

Aap Hame Instagram par  Followe Kar sakte Hai Or Sawal Puch Sakte Hai.

All Rights Reserved :
Indian blog help Par Hame sabhi parkar ke Rights hai Adhikaar hai, ki ham apke galt comment, spam comment, violence comment, jo hame galt lagte ho usko Edit kar sakte hai Delete kar sakte hai.

Sahi Tarike Se Comment Kaise Kare?
Sahi tarike se comment karne ke liye apko apni sari details sahi sahi bharni hongi, Aapki Koi bhi personal details Ham Kisi ke Saath share Nahi karte hai. jese email ip address Ye sab Niji hai.

comment from ko kaise bhare?

YourName*
Isme Apna Sahi Name Likhe, Jo Apka Real Name Hai Vo.

Email Address*
Isme Apna Email id Dale Email id, Jo Real Hai Or Apke Pas Hai Vo Dale Taki Aapke Comment ka Reply Dene Par Apko Mail Prapt Hoga.

Website:
Website Me Apni Agar Blog Ya Website Hai To dal Sakte Hai, Warna ye Jaruri Nahi Hai Optional Hai, Agar Aap Chaho To Ise Khaali Chod Sakte Hai.

Massage Box*
Comment ke Massage Box Me Aap Apne Jo Sawal Puchna Chahte Hai, Vo Sab Likhe Or comment/Tipni Post Par Click Karke Apna Comment Submit Kar Sakte Hai.

Ham Ummid Karte hai Ki Aap Sab Hamri Comment Policy Ka Palan Karenge Comment policy ke Sambndh Me Agar Aapka Koi Sawal Hai To contact Kar  Sakte Hain. Dhanyewad:

Please share this on social media